Jio Phone Me YouTube Kaise Install Kare?

Share this post

Apne jio phone me youtube install ki liye kisi dukan me janeki koi jarurat nahi he. Aap sirf only apne jio phone ko use karke youtube whatsapp facebook jese sabhi apps install kar sakte ho. Janiye jio phone me youtube whatsapp facebook install karne ke sabse simple steps.

Jio phone me youtube install karne ke liye apke phone me internet connection chahiye. Agar apke phone me recharge nahi he to aap wifi ka use kar sakte ho. Wifi connect karke bhi kar sakte ho. Youtube install karne ke liye koi computer ya laptop ki jarurat nahi he. Only jio phone me ko use karke youtube whatsapp  facebook install kar sakte ho. Jio phone me youtube install karne ke sabse easy aur simple steps.

Jio mobile phone me youtube kese install karna iske alava whatsapp facebook jio tv hotstar jese buhut sare apps easily install kar sakte ho . Jio phone naya lene par usme kuch apps install kiye hue aate he.

Aur kuchh apps install kiye hue nhi aate jese ki youtube whatsapp facebook jese apps apko install karne padege. Aur apni man pasand ke apps aur games bhi mil jayege.

Jio phone me youtube whatsapp install karne ke sabse aasan tarike. Without computer laptop.  Sabse easy aur simple steps.

Jio Phone Me YouTube Kaise Install Kare

Jio phone me youtube install karne ki liye apko apne jio phone ka data on kar lena he. Data nahi to wifi connect karke bhi kar sakte ho . Ab apko apne jio phone ka menu khol lijiye aur isme apko jio store app  ko khoj lena he. Massage app ke side me mil jayega jio store ke app ko khol lena he thoda loading hoga. Uske bad apko bahut sare apps dekhne milege thoda niche aatehi apko youtube bhi mil jayega bas apko install par click karna he aur install hojaye ga.

Youtube ke alava apko aur apps ko Install karna heto sabhi apps apko jio store me mil jayege whatsapp facebook hotstar jiotv jiocinema myjio jiomoney jionews aur games bhi miljayege.

Jio phone me apps install karne ke steps

( 1 ) =  Data connection on karna he
( 2) =  Menu khol ke jio store app ko open karna he
( 3) = Youtube ko select karna he
( 4 )= Install par ok karna he
( 5 ) = 2 se 3 second me install ho jayega

Youtube ke alava apko whatsapp facebook jiotv jiomusic jio cinema hotstar jese sabhi apps ko aap aasani se install kar paoge. Kisi bhi apps ko select karke install par ok kar dena he. 2 se 3 second me install ho jayega.

Ok dosto ye sabse simple aur easy steps he jio phone me youtube aur apps install kerne ki liye. Without computer laptop koi bhi chiz ki jarurat nahi he. Kisi mobile dukan me janeki koi jarurat nahi he.

Leave a Comment